Pehli hi mulaqat the k dono babas the
FARAZ
Woh zulfain na sambhal pae aur hum khud ko
Saturday, 28 May 2011
Friday, 27 May 2011
?lOvE aJkAL..?<>?~~?
You are the sun in my day, the wind in my sky,
the waves in my ocean, and the beat in my heart.
All my dreams came true the day that I met you.
I Love You!
You are the sunshine of my life! Thanks for brightening
my world with the warmth of your Love...
You are the fire that burns the passion within my soul.
I love You with all my heart...
I want to be your arms, I want to feel your touch,
I want your lips on mine, I need you very much. !!!
? aB
..................................................................

Eman ke sheeshey par kitni he gurd or mitti keon na ho...usey saaf kiya ja sakta hai
bus sirf aik hath pherna parta hai or sheeshey mein sey aks nazar aana shuro ho jata
hai or phir har hath ke sath aks pehley sey ziadsa aaf or chamakdar hota jata hai...
or woh hath us mohabbat ka hota hai jo Eman sey hoti hai..

Friday, 20 May 2011
Sunday, 15 May 2011
Qasam le lo….
Tumhare baad
kisi ka khwaab dekha ho
kisi ko hum ne chaha ho
kisi ko hum ne socha ho
kisi ki aarzoo ki ho
kisi ki justujoo ki ho
kisi ki rah dekhi ho
kisi ka qurab manga ho
kisi ko saath rakha ho
kisi se aas rakhi ho
koi umeed bandhi ho
koi dil mai utaara ho
koi tum se piyara ho
koi Dil mai basaaya ho
koi apna bnaya ho
koi rootha ho to hum ne
usay ro ro k manya ho
december ki haseen rutt main
kisi ka hijar jheela ho
kisi ki yaad ka mousam
mere aangan mai khela ho
kisi se baat karne ko
kabhi ye hont tarsay ho
kisi ki bewafai par
kabhi ye nain barsay ho
kabhi raaton ko uth uth kar
tere dukh mai na roye ho
Qasam le lo Tumhare Baad
Hum ik pal bhi soye ho
Qasam le lo kabhi jugnu
kabhi tara
kabhi mahtaab dekha ho
Qasam le lo Tumhare Baad
Kisi ka khwaab Dekha ho
Qasam Le Lo………
Tumhare baad
kisi ka khwaab dekha ho
kisi ko hum ne chaha ho
kisi ko hum ne socha ho
kisi ki aarzoo ki ho
kisi ki justujoo ki ho
kisi ki rah dekhi ho
kisi ka qurab manga ho
kisi ko saath rakha ho
kisi se aas rakhi ho
koi umeed bandhi ho
koi dil mai utaara ho
koi tum se piyara ho
koi Dil mai basaaya ho
koi apna bnaya ho
koi rootha ho to hum ne
usay ro ro k manya ho
december ki haseen rutt main
kisi ka hijar jheela ho
kisi ki yaad ka mousam
mere aangan mai khela ho
kisi se baat karne ko
kabhi ye hont tarsay ho
kisi ki bewafai par
kabhi ye nain barsay ho
kabhi raaton ko uth uth kar
tere dukh mai na roye ho
Qasam le lo Tumhare Baad
Hum ik pal bhi soye ho
Qasam le lo kabhi jugnu
kabhi tara
kabhi mahtaab dekha ho
Qasam le lo Tumhare Baad
Kisi ka khwaab Dekha ho
Qasam Le Lo………
Friday, 13 May 2011
Tuesday, 10 May 2011
Monday, 9 May 2011
Sunday, 8 May 2011
Mohabat Phir Mohabat Hay..
Kabhi Dil Say Nahin Jati,
Hazaron Rang Hain Is K,
Ajab Hi Dhang Hain Is K,
Kabhi Sehra,
Kabhi Darya,
Kabhi Jugnu,
Kabhi Ansu,
Hazaron Roop Rakhti Hay,
Badan Jhulsa K Jo Rakhday
Kabhi Woh Dhoop Rakhti Hay,
Kabhi Ban Kar Yeh Ik Jugnu
Shab E Gham K Andhairon Main
Dilon Ko Aas Deti Hay,
Kabhi Manzil Kinaray Par
Pyasa Maar Deti Hay,
Azeat Hi Azeat Hay
Magar Yeh B Haqiqat Hay,
Mohabat Phir
Mohabat Hay...
Kabhi Dil Say Nahin Jati,
Hazaron Rang Hain Is K,
Ajab Hi Dhang Hain Is K,
Kabhi Sehra,
Kabhi Darya,
Kabhi Jugnu,
Kabhi Ansu,
Hazaron Roop Rakhti Hay,
Badan Jhulsa K Jo Rakhday
Kabhi Woh Dhoop Rakhti Hay,
Kabhi Ban Kar Yeh Ik Jugnu
Shab E Gham K Andhairon Main
Dilon Ko Aas Deti Hay,
Kabhi Manzil Kinaray Par
Pyasa Maar Deti Hay,
Azeat Hi Azeat Hay
Magar Yeh B Haqiqat Hay,
Mohabat Phir
Mohabat Hay...
Friday, 6 May 2011
Subscribe to:
Posts (Atom)