Love is a bird:
u hold it tightly,
it dies.
hold it lightly,
it flies.
hold it nicely,
it shits in ur hands..
moral:
FORGET LOVE,,
Saturday, 25 June 2011
Friday, 24 June 2011
Tuesday, 21 June 2011
Ye Mizaj-E-Yar Ko Kya Hua Unhen Mujh Se Pyar Hai Aj Kal
Meri Justaju Meri Guftagu Mera Intzar Hai Aj Kal
Yonhi Har Ghari Tujhe Sochna Yonhi Har Jaga Tujhe Dhundna
Yehi Mashgala Yehi Silsila Yehi Karobar Hai Aj Kal
Isy Qatal Kr Usy Qatal kr, Tujhe Saat Khoon Muaaf Hain
Teri Saltanat, Tera Dabdaba, Tera Iqtadar hai Aaj Kal
Akela Na Ghar Se kbi Nikal, Zara Dekh Bhaal K Chal
Barri Atbari, Barri Rahzani, Barri Loot Maar Hy Aj Kal
Arey "KAIF" Kal To Tu Rind Tha, Mera Yar tujhe Ko Ye Kya Hua
Barra Mazhabi, Barra Paarsa, Barra Deen'dar Hai Aaj Kal......!!!!!!11
Meri Justaju Meri Guftagu Mera Intzar Hai Aj Kal
Yonhi Har Ghari Tujhe Sochna Yonhi Har Jaga Tujhe Dhundna
Yehi Mashgala Yehi Silsila Yehi Karobar Hai Aj Kal
Isy Qatal Kr Usy Qatal kr, Tujhe Saat Khoon Muaaf Hain
Teri Saltanat, Tera Dabdaba, Tera Iqtadar hai Aaj Kal
Akela Na Ghar Se kbi Nikal, Zara Dekh Bhaal K Chal
Barri Atbari, Barri Rahzani, Barri Loot Maar Hy Aj Kal
Arey "KAIF" Kal To Tu Rind Tha, Mera Yar tujhe Ko Ye Kya Hua
Barra Mazhabi, Barra Paarsa, Barra Deen'dar Hai Aaj Kal......!!!!!!11
woh larki bhi ek ajeeb paheli thi
piyase hont thay aankh samandar jesi thi
suraj us ko dekh k peela parta tha
woh sarma ki dhoop main dhul ker nikalti thi
us ko apnay saaye se dar lagta tha
soch k sehra main woh tanha hirni thi
aatay jaatay mosam us ko dastay thay
hanstay hanstay palkoon se ro parti thi
aadhi raat ganwa deti thi chup reh ker
aadhi raat k chaand se baatain kerti thi
door se ujray mandar jesa ghar tha us ka
woh apnay ghar ki ekloti dewi thi
mom sa nazuk jism sehar ko dukhta tha
diye jala ker shab bher aap pighalti thi
tez hawa ko rok k apnay aanchl per
sookhay phool ikathay kerti phirti thi
sab per zahir ker deti thi bhed apna
sab se ek tasveer chupaaey rakhti thi
kal shab chikna choor hua tha us ka dil
ya phir pehli baar wo khul k roi thi
kya jaanay kyun dhoop se be parwa
woh apnay ghar ki dehleez peh bethi thi
Khirki, Chand, Kitab Aur main
Muddat Se ik Baab Aur main
Shab Bhar Khailain Apus main
Do Ankhain ik Khawab Aur main
Mouj Aur Kashti, Sahil par
Dariya main Gardab Aur main
Shaam, Udaasi, Khamoshi
Kuch Kankar, Talaab aur main
Har Shab Pakray Jatay hain
Gahri Neend Khawab Aur main
....................................
Muddat Se ik Baab Aur main
Shab Bhar Khailain Apus main
Do Ankhain ik Khawab Aur main
Mouj Aur Kashti, Sahil par
Dariya main Gardab Aur main
Shaam, Udaasi, Khamoshi
Kuch Kankar, Talaab aur main
Har Shab Pakray Jatay hain
Gahri Neend Khawab Aur main
....................................
Saturday, 11 June 2011
Wednesday, 8 June 2011
Friday, 3 June 2011
Muhabbat Ab Nahi Hogi
Dabi Dabi Si Woh Muskurahat;
Labon Pe Apney Saja Saja Ke,
Woh Narm Lehjey Me Baat Karna;
...Adaa Se Nazren Jhuka Jhuka Ke,
...
Woh Aankh Teri Shararti Si;
Woh Zulff Maathey Pe Naachti Si,
Haya Ko Chehrey Pe Phir Sajana,
Phhool Chehra Khila Khila Ke,
Woh Haath Hooron Ke Ghar Hon Jasey,
Woh Paa'On Pariyon Ke Par Hon Jasey,
Nahi Hai Teri Misaal JANAA;
Main Thak Gaya Hun Bata Bata ke..
Dabi Dabi Si Woh Muskurahat;
Labon Pe Apney Saja Saja Ke,
Woh Narm Lehjey Me Baat Karna;
...Adaa Se Nazren Jhuka Jhuka Ke,
...
Woh Aankh Teri Shararti Si;
Woh Zulff Maathey Pe Naachti Si,
Haya Ko Chehrey Pe Phir Sajana,
Phhool Chehra Khila Khila Ke,
Woh Haath Hooron Ke Ghar Hon Jasey,
Woh Paa'On Pariyon Ke Par Hon Jasey,
Nahi Hai Teri Misaal JANAA;
Main Thak Gaya Hun Bata Bata ke..
Wednesday, 1 June 2011
Suno Ae Chaand Si Ladki....!
Abhi Tum keh rahi thi naa
Tumhe Mujh se Mohabbat ho nahi sakti....!!!
Chalo Mana K ye Sach hai..
Mager Ae Chand si ladki...!
Mujhe itna bata do tum
Ke jab mousam badalte hain
Guloon me Rang bharte hain
To phir kyon pareshan hoker
Akele Pun se Ghabraa ker?
Hawa ko Raaz deti ho
Mujhe Aawaaaz deti ho?
Suno....Ae Chand si ladki?
Tumhare Saamne koi mera jab naam leta hai
To phir kyon chonk jati ho??
Chalo Maana Tumhe Mujhse Mohabbat ho nahi sakti
Magar Jab Chand Nikalta hai,
Kyon Yaad mujhe tum karti ho?
phir kyon andhere se darti ho?
Mujhe takiyeh samajhkar tum apne seene se bhandh leti ho?
Suno....Ae Chand si ladki?
Chalo mana ke yeh sach hai, Bichadke mujhse khush tum ho?
Magar itna samajhlo tum...
k jhot kuch b kaho tum,
mager yun such nahin chupta
Yeh raat meri bhi humraaz hai,
mujhe sab sach bataty hai,
Tumhare ek-ek ashko subha ki shabnam banadety hai.
Suno....Ae Chand si ladki?
Chalo Maana Tumhe Mujhse Mohabbat ho nahi sakti
Magar itna samajh lo Tum, Yeh Muhabbat chup nahi sakti....!!!
Yeh chahat mit nahi sakti,
bhale laakh parde main apne aap ko rakhlo tum,
Sadayen mit nahi sakti.
"Bhale hum mil nahi saktey,
magar yeh yaaden to milne do"
Yaadon zinda rakhkar khushiyon ke phool khilne do......!!
Subscribe to:
Posts (Atom)