Sunday 31 July 2011

Sari dunya ka rivajon sa adawat ki thi
Tumko yad hai jab hm na aik himaqat ki thi 
Usy razdan smjh kr btaya tha Hal-e-Dil apna
Par us shaks na meri zat sa baghawat ki thi 
Jb kisi ki yadon na bhigoya tha ankhon ko meri
Mein na ik nam ki tasbeeh pa tilawat ki thi 
Us ko chor k hansty huay ghar a k itna roy they k 
Ankhon na shikayat ki thi
Meray ujarny ka sabab jb bhi kisi na pocha to
Mein na bas itna btaya k 
"MUHABAT  KI  THI"

1 comment: