Saturday 2 July 2011

Wo shakhs muje pyara hai use kehna

Wohi jeene ka sahara hai use kehna

Log pyare hai bauht se mujh ko

Wo sab se pyara hai mujhe kehna

Muhabbatain,Shekaiyaten,Adawatein uski hai

Mujhe sab gawara hai use kehna

Chahne wale aur bhi hain lekin


ussa hai sirf intazar tara use kehna

dub na jaun tari chahat ka samunder main

wohi hai mara kinara ussa kehna

zindagi ker di ussi ka nam per danish

wo ker ka dakha isshara ussa kehna

wohi jena ka sahara hai ussa kehna

wo shakhs mujha pyara hai ussa kehna

1 comment: